Gold Me News Pe Trade Karna Chahiye Ya Nahi? Mere Experience
Hi traders, kal NFP news thi aur maine Gold me trade liya, SL 2 second me hit ho gaya. Spread itna badh gaya tha ki samajh hi nahi aaya.
Tab se maine rule bana liya hai - Red Folder News se 15 min pehle aur 15 min baad tak koi trade nahi.
Kuch log kehte hai news me hi sabse zyada paisa hai, kuch kehte hai news gambling hai.
Aap log kya karte ho? News pe trade lete ho ya news se door rehte ho?
Blue Guardian ke $10K challenge me to news wale din mera haath kaanpta hai. Aapka kya plan hai news wale din ka?