Tumhara Pehla Funded Account Kab Aayega? Kya Plan Hai?
Sabka sapna hai funded account lena, par plan kisi ke paas nahi hai. Mera plan hai - pehle 1 mahina demo pe consistency, fir 5k ka challenge, uske baad hi bada sochunga.
Tumhara plan kya hai? Kaunsa prop firm, kitne ka account, kab tak loge? Comment me apna target likh do, accountability ban jayegi.