Risk Management Me 1% Rule Follow Karte Ho Ya Zyada Risk Lete Ho?
Maine jab 5% risk lena shuru kiya tha toh 2 loss me hi account aadha ho gaya tha. Ab 1% rule pe hu - loss chota lagta hai, par account bachta hai aur mind bhi shaant rehta hai.
Tum kitna risk lete ho ek trade me? 1%, 2% ya usse zyada? Aur tumhe kaunsa rule sabse zyada suit karta hai?