London Session Vs New York Session - Aapko Kaun Sa Pasand Hai?
Hi traders, mujhe London session sabse zyada suit karta hai. Movement clean rehta hai, aur fake breakout kam hote hai.
New York session me movement to bahut tez hota hai, par mere liye thoda zyada fast hai, SL jaldi hit ho jata hai.
Aap log kaun se session me trade karte ho? Aur kyu?
India time ke hisab se aapka best time kaun sa hai trading ke liye?