Bhai maine apna rule bana rakha hai, 2 loss ya 2 win ke baad us din trade band kar deta hu. Pehle jab focus khatam hone ke baad bhi trade karta tha tab hi sabse zyada loss hota tha. Ab jab mind thak jaye toh chart band karna hi best lagta hai. Tumhara daily stop ka kya rule hai?